search

Saturday, March 23, 2013

So Gaya Yeh Jahan - Nautanki Saala (2013)

So Gaya Yeh Jahan Lyrics




So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

So gayin hai saari manzilen o saari manzilen
So gaya hai rasta
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan (x2)

Raat aayi to woh jinke ghar thhe
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aur kho gaye (x2)

Iss gali uss gali, is nagar us nagar
Jaayen bhi to kahaan, jaana chahen agar
O so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

No comments:

Post a Comment